• About
  • Parent Page
  • Archives
  • Uncategorized

  • Photobucket

    Azan Ki Fazilat

     photo 31.gif


    "Azan Ki Fazilat"

     Jo Shaqs Azan Ka Ek Jumla Sun Ke Usse Dohraye Toh Uske Naam-E-Amaal Me 2 Lakh Neikiya Likh Diye Jati Hai
    Aur Jo Ye Baat Dusroun Ko Bataye Toh Uske Naam-E-Amal Me 30 Lakh Neikiyan Likh Di Jati Hai,
    Aur Qiyamat Ke Din Insaan Ek Ek Neiki Ke Liye Tarasega. 
    Har Koi Chahta Hai Ke Kamyabi Mile Lekin Jab Masjid Se Aawaaz Aati Hai

    "HAYYA ALAL FALAAH"

    Aao Kamyabi Ki Taraf Toh Uss Taraf Jane Ki Zehmat Koi Nahi Uthata......

    Jo ALLAH Keliye Duniya Me Jiya Karte Hai,

    Wo Duniya Me Rehkar Bhi JANNAT Me Raha Karte Hai,

    Wo Jo Apne Liye Nahi Logo Keliye DUA Karte Hai,

    Unke Haq Me Farishte DUA Karte Hain....

    Allah Ne Kaha Apne Ghamoun Ki Tu Numayesh Naa Kar
    Apne Naseeb Ki Tu Aazmayesh Naa kar,
    Jo Tera Hai Tere Dar Par Khud Aayega,
    Roz Ussko Paane Ki kwahish Naa Kar,

    Uss Shaks Se Maafi Maango Jiski Gheebat Ki Ho

    Aur Yeh Ek Aisa Gunah Hai Jiski Wajhe Se Log Kaat Kaat Kar Jahanum Me Phenke Jayenge

    Ya Allah Mujhe Maaf Farma Agar jaane Anjaane Me Mujh Se Ye Gunah Hua Ho Toh
    Ameen Ya Rabbul Alameen

    0 comments:

    Post a Comment